A2ZAPK

بازار Bazaar9.2.2

بازار Bazaar v9.2.2

Downloads: 313


Free

بازار Bazaar / Specifications

بازار Bazaar / Screenshots

بازار Bazaar 9.2.2
Loading... بازار Bazaar 9.2.2
Loading... بازار Bazaar 9.2.2
Loading... بازار Bazaar 9.2.2
Loading... بازار Bazaar 9.2.2
Loading... بازار Bazaar 9.2.2
Loading... بازار Bazaar 9.2.2
Loading... بازار Bazaar 9.2.2

بازار Bazaar / Description

Bazaar app se mangwaein dukaan ka samaan:
Bazaar app ke zariye apni dukaan ka samaan kisi bhi waqt ba-asani order karein! Karachi Lahore Faisalabad aur Multan mein Bazaar ki sahoolat se ab karobaar chalana hogya hai behad asaan!

Bazaar app ke fawaaid:
1. Beshumar brands ke ashya ek jaga
2. 24 ghantay ke andar muft delivery
3. Shandaar keemat aur behtareen discounts
4. Order place karne ka asaan tareeka
5. Pichlay orders ki tafseelat humesha mojood

Bazaar app ke khasoosiyat:

Paiya: Khaas mouaqay par Bazaar app pe paiya ghumaein aur jeetain dher saaray inamaat

Batwa: Apnay Bazaar batwa mein coins wasool karein aur apnay aglay orders mein discount ki soorat mein istemaal karein

Business Cards: Apnay business ko char chaand lagayein Bazaar app pe business cards bana kar market main apni pehchaan banaein

Namaz timing: Namaaz ke aukat jaanein Bazaar app ke zarye

Bazaar app istemaal karne ka tareeka:
1. Playstore se Bazaar app ko download karein
2. Apna phone number dukaan ka naam aur location darj karein
3. Humara numainda aap se raabta karke aap ki details confirm karega
4. SMS mein farahum kiye gae password aur apne phone number se login karein
5. Dukaan ki zarooriat forun se puri karein

Show More >

Choose Download Locations for بازار Bazaar v9.2.2



Telegram

.

بازار Bazaar / Tags

Share بازار Bazaar At Social Media

.